Pages

Popular Posts

Wednesday, 8 April 2015

PappU Jokes

Pappu:- baba mujhe rasta dikhao,meri shadi nhi ho rhi hai, mai chintit hu.
baba:-beta aap kya krte hoPappu:-shadi hone ke liye kon sa
kam uchit rahega..??
baba:-tum mithai ki dukan khol loPappu:-baba , wo kholi hui hai, mere father
ki mithai ki hi dukan hai
baba:- Shanivar k din subah 9 baje khola kroPappu:-  shani mandir k paas hi
meri dukan , 9 baje hi kholta hu
baba:- kale rang k kutte ko mithai
khilaya kro
Pappu:-  mere ghar me kala kutta
hi hai , subah shyam mithai
khilata hu
baba:-somvar ko shiv mandir jaya
kro
Pappu:-me keval somvar hi nhi
har din shiv mandir jata hu
baba:- kitne bhai bahan hoPappu:- baba aap k hisab se shadi k liye kitne
bhai bahan hone
chhaiye
Baba:- do bhai ek bahan
Pappu:-  mere sach me do bhai ek
bahen hi hai
baba:- daan diya karoPappu:- baba mene anath ashram
khol rakha hai, roz daan karta hu
baba:- badrinath kitni baar gye hoPappu:-  baba aap ke hisab se shadi
ke liye kitni baar badrinath jana
chahiye….??
baba:- kam se kam 2 barPappu:-  me bhi 2 baar hi gya hubaba:- nile rang ki shirt pehna kroPappu:-  baba mere pas nile rang ki
hi shirt hi, kal dhone k liye utari thi, aaj
subah fir pehan luga
Pappu:-  Baba ek sawal puchubaba:- ha jarurPappu:-  kya mere mathe pe aap ko
chutiya likha hua dikh raha hai….??
baba:- nahi toPappu:-  to fir kyo itne sare logo ko
baithe bithaye chutiya banate
ho Baba ek baat aur bolu
baba:- ha boloPappu:- mai pehle se shadi shuda hu aur 2 baccho ka baap bhi. Idhar se gujar
raha tha, socha thoda time pass kar lu ..
.
Pappu Rocked…BABA Shocked…

No comments:

Post a Comment

 

Sample text

Sample Text

Sample Text

 
Blogger Templates